Loading

Welcome visitor! Please wait till blog loads...

Sunday, May 2, 2010

khwahish

Chupke se dil me sama gaya koi
neend
meri aankhon se chura gaya koi....

Ek
arse se thi mujhe udne ki khwahish
pankh
mere armaano ko laga gaya koi....

Band
karnelagi thi jab main apni palkein
ek
khwab meri aankho ko dikha gaya koi...

Bhatakti
rahi aksar main apno ki chaah me
Mujhe
apni aagosh me chupa gaya koi....

Ab
to tamanna hai bas saath ka uske
ek
sapna meri aankhon pe saja gaya koi....

Log
kehte rahe ki patthar dil hai meri
aaj
mom ki tarah mujhe pighla gaya koi..... shilpi

No comments:

Post a Comment